maine pucha us se ki main kaha hu. usne kaha meri rooh main,dhadkan main,saanso main, khoon main, meri nas nas mai. phir maine us se pucha main kaha nhi hu usne kaha meri KISMAT main.....
Khushi ka paimana peena na aaya, khule jakhmon ko seena na aaya, bahut chaha kadam mila kar chalun jamane se, afsos aaye Khuda, teri duniya me jeena na aaya...
Kaash wo samajhte is dil ki tadap ko ,, To yu humein ruswa na kiya hota ,, Unki ye berukhi zulm bhi manzoor tha hume,, Bas ek baar hume samjh liya hota…
Humne jise dil-o-jaan se jise chaha, Us bewafa ne kisi aur ko chaha, Pata nahi hum kyu unke liye fariyad karte hai, Jo pyar ke bahane hume barbad karte hai…
Jab se aapko jana hai, Jab se aap sa dost paya hai, Har dua me aap ka naam aaya hai, Dil karata hai punchu us rab se ke, Kya itna pyara dost sirf mere liye banaya hai….