Chalo Phir Dhoond Layen Hum!
Usi Masoom Bachpan Ko!
Unhi Masoom Khushiyon Ko!
Unhi Rangeen Lamhon Ko!
Jaha Ghum Ka Pata Na Tha!
…Jaha Dukh Ki Samjh Na Thi!
Jahan Bus Muskurahat Thi!
Baharein Hi Baharein Thi!
Chalo Phir Dhoond Layen Hum!
Usi Masoom Bachpan Ko!
K Jab Sawan Barasta Tha!
To Us Kaghaz Ki Kashti Ko!
Banana Aur Dubo Dena!
Boht Acha Sa Lgta Tha!
Aur Is Duniya Ka Hr Chehra!
Boht Sacha Sa Lagta Tha!
Chalo Phir Dhoond Layen Hum Usi Masoom Bachpan Ko.
Jahan sawan bitaya tha
jahan perhon k saay men
ghirownda ik banaya tha..
''Every Little Smile
''Can Touch Somebody's Heart..
''No One Is Born Happy..
''But We All Are Born With The Ability To Creat Happiness...''
''Good Morning.......
M¡ll¡ons Of Yesterdays have Gone
ß¡ll¡ons Of Tomorrow W¡ll come
ßt There Is Only One TODAY
So Enjoy TODAY
W¡d Lots Of Sm¡le & SPREAD Happ¡nes,
Good m0rning
SUBAH BAKHAIR
(SUBAH BAKHAIR)
===
Guftar na takrar na izhar ka rishta
Us jan-e-Wafa se hy mera aitbar ka rishta
Samjho to boht Qabil-e-Tazeem hy logo
ik dost ka ik dost se pyar ka rishta. DOODMORNING
*,,*,,*,,*,,*,,S� *,,*
*,,*,,*,,*,,*,,S”
*,,*,,*,,*,,U”
*,,*,,*,,B”
*,,*,,A”
*,,H”
B”
*,,A”
*,,*,,K”
*,,*,,*,,H”
*,,*,,*,,*,,A”
*,,*,,*,,*,,*,,I”
*,,*,,*,,*,,*,,*,,R”
Wìth / Cärè
Wìth / Lövè
Wìth / Smilè
Wìth / Präyér
Wìth / Cöncèrn
Wìth / $Öftness
I Wish U
Very Nice
Very Fine
V
Subah
Bakhair
Salam ruby
nigahoon k samunder ka thikana chahte hain hum
humain tum se mohabbat
hai btana chahte hai nhum
humain aachi nahi lagti moasam ki shadabi ab
tumain buss apni saansun main basana chahte hain hum
hamara ghar to roshan hai hamare naam se laikin
tumare naam se jeevan sajana chahte hain hum
mere chehre pe tumari mohabbat perhte hain loag
buss yeh baat tum ko samjana chahte hain hum
humain her haal main tumse aqidat oar mohabbat hai
tumare paas aane ka bahana chahte hain hum
“Subah” ke “Phool” “Khil” gye
“PANCHHI” Apne “Safar” pe”URH” gye,
“SURAJ” Aate hi ”TAARE” bhi ”CHHUP” gye,
Kya aap apni “MEETHI NEEND” Se “Uth gye?”
THEN
*SHAAM* SAY 2U
GOOD MORNING
Lovely times of Life will not return back forever
but the Lovely relation & the missing memories of friends will stay in the Heart forever
"Good Morning"
Faiziii
__Kbi ruk gay kbi chal diye,..
.
___kbi chalty chalty bhatak gay,..
.
___Youn'hi umr sari guzar di,..
.
___youn'hi zindgi k sitam sahay,..
.
___Kbi neend me kbi hosh me,..
.
___Tu jahan mila tjhe dekh kr,..
.
___Na nazr mili, na zuban hili,..
.
___youn'hi sar jhuka k guzar gay,..
.
___Kbi zulf pr kbi chashm pr,..
.
___Kbi tre haseen wajud pr,..
.
___Jo pasand the mri kitab me,..
.
___Wo shair sare bikher gay,..
.
Good Morning ruby
Agr wo pyaar kr leti
Mera daaman pkR leti
To zindagi men fqt us se
Mohabbat farz ho jaati
Mohabbat qarz ho jaati
Magar Acha kiya us nay
Mujhy samjha kchal nikli
Mujhy thukra kchal nikli
Boht nadaan si hai wo
Abhi anjaan si hai wo
Kahan ma’loom hai us ko
Mohabat zindagi men bus
Fqt ik baar milti he
Agr thukra k chal niklen
To umren beet jaati hen
Mohabbat ki tamanna men
Mgr Hr aik rsty pr
Srf ruswaii milti he
Fqt tanhaii milti he
Tera dard tha, teri yaad thi
Main jahan raha,main jidhar gaya
Mera din to yun hi guzar gaya
Junhi shaam hoi main bikhar gaya
is Abr ka mere yaar se
bara milta julta mizaaj he
Kabhi toot kar baras gaya
Kabhi berukhi se guzar gaya
Jab main choar dunga wo gali
Usay yaad aaye gi tab meri
Khojay ga wo jab mujhay
Usay khabar mile gi main mar gaya
Abhi tang he wo mere naam se
Mere baad aaye ga wo dostoo
Wo tumhi ko rok kar puchay ga
Wo kahan pe he, wo kidhar gaya...!
Gulab ki mehak bhi fiki lagti hai,
Kaun si khushbu mujme basa gayi ho tum,
Zindgi hai kya teri chehat ke siva,
Yeh keisa khawb aankho ko dikha gayi ho tum.
Chal Chlte HainUs Paar Sanam
Jaha Lehron ki Khmoshi Ho
Jahan Sanson Ki Madhoshi Ho
Jahan Jzbon Ki Behoshi Ho
Jahan Ankhon Se Srgoshi Ho
Chal Chlte Hain Us Paar Sanam
Ik Nai Aas Lganay Ko
Ik Dil Ki Aag bujhane Ko
Ik Doje Me Kho Jane Ko
Ik Pal K Naam Ho jane ko
Chal Chlte Hain Us Paar SaNam
Jahan Aasan Sari Rahain Hon
Jahan Ik Doje ki Bahain Hon
Jahan Lab Pe Sard Si Aahain Hon
Jahan pyar Ki kuch Pnahain Hon
Chal Chlte Hain Us paar Sanam……
Teri Ankhon ki Namkeen Mastian
Teri Hansi ki Beprwah Gustakhin
Teri Zulfon Ki Lehrati Angraian
Nahin Bhoolon Ga Mein………
Jb Tk He Jaan…………
Tera Hath Se Hath Chorna ……
Tera Sayon Ka Rukh Morna……
Tera Palat Ke Phir Na Dekhna…
Nahin Maaf Kron Ga Mein……
Jb Tk He Jaan…………
Barishon Mein Be dhrak Tere Nachny Se
Baat Baat Pe Tere Bewaja Roothny Se
Choti Choti Teri Bachgani Badmashion Se
Mohabbt Karon Ga Mein………………
Jb Tk Hai Jaan…………
Tere Jhoote Qasmon Wadon Se
Tere Jalte Sulagte Khwabon Se
Teri Be rehm Dua’on Se………
Nafrat Kron Ga Mein…………
Jb Tk He jaan
Meri Ankhon Pe Marta Tha
Meri Batoon Pe Hansta Tha
Na Janay ShaksTha Kesa
Muje Khonay Se Darta Tha
Muje Jab Bhi Wo Milta Tha
Yehi Har Baar Kehta Tha
Suno Agar Main Bhool Jaown To
Agar Main Rooth Jaoown To
Kabhi Wapis Na Aoown To
Bhula Paaow Gy Kya Muj ko
Yun he Hanstay Raho Gay Kya?
Yun he Sajtay Raho Gay Kya
Yahe Batain Hain Bas Uss Ki
Yahe Yaddein Hain Bas Uss Ki
Muje Hay Bas Pata Itna
Muje Wo Pyar Karta Tha
Muje Khonay Se Darta Tha...!
Dosti Dosti Nahi, Khuda Hota Hai.,
Mehsus Tab Hota Hai Job Wo Judha Hota Hai..!
Bena Dost Ke Jena Ek Saja Hota Hai,
Aur Dost Aap Jaisa Ho To Jeena Ek Maza Hota Hai !!
Apnay miltay jultay hen
Sath sath chaltay hen
Sath sath chalnay main
Ranjishain to hoti hen
Ranjishon mai b lekin
Chahtain to hoti hen
Chahton main b her pal
Ik ajab kahani he
Hont hanstay rehtay hen
Ankhain bheeg jati hen
Bheegti nigahon main
Khawab jaltay bujhtay hen
Dard k safar main kuch
Morr esay atay hen
Khawab toot jatay hen
Sath chhoot jatay hen
Kirchiyan uthanay main
Wakt beet jata he
Or
DARD jeet jata he…..
Assalaamu alaikum warehmatullahi wabarakataho.
Meaning Of Salaam:-(Salamati ho tum per aur allah ki rehmatein aur barkatein)
{AYATH}
AL - QURAAN:- Allah tala fermatahai parwer digar hum ko perhez garoon ka peshwa banade
yane imaam ke hum loog agle logoun (Sahaba aur tabaeen) ki pairwi karen
aur hamare baad jo loog aye wo hamari kare. {Sureh Furqaan}.
(Abdullah bin auno ne kaha teen baaten aisi hai jin ko mai qaas apne liye
aur dosre musalmaanu ke liye pasand kerta ho,
(1) Hadise shareef musalmaanu ko chahhiye isko seekhe aur hadees ke alimou se poochte rahe.
(2) Quraan isko samajh ker padhe aur logose quraan ke matalib (Matlab) ki tehqeeq kerte rahe.
(3) Musalmaanu ka zikr na kare mager kair aur balai ke saath.)